बुधवार, 4 जनवरी 2012

paksha - pratipaksha ka virodh chhod kar kar ishka achhe tarike kaa rahstaa kuchh nikaale to janta kaa congress aur bhrasta sataa ke saamne kaa virodh

Curruption ke muddo par BJP se jyaada Congress koapni doublespeak bandh karni chahiye..BJP se jyaada currupt aap log ki sarkaar hai....1991 ke aage licence raaj ki jagah congress raj kahenge to bhi ek baat rahegi aur ek soch aaisi hai 1991 ke baad main bhi congress hi jyaada sataa pe rahi hai to bhrastachar aap se badhkar kishne nahi kiyaa hai ..par apne niche ka andhera to khud congress bhi chhupa rahi hai..bhrastachar ke virodh main desh main jyaada se jyaada kaala dhan congress sarkaar ne hi jamaa kiyaa hai..ya fir abhi bhrastachar ka virodh karte time ye bhi socho ki virodh main aaadhe se jyaada janta to aapka hi virodh karti hai aur neta ka virodh to janta main par congress ka virodh to chalte road sab log kar raha hai....baat ye hai ki bhrastachar ke mudo par paksha - pratipaksha ka virodh chhod kar kar ishka achhe tarike kaa rahstaa kuchh nikaale to janta kaa congress aur bhrasta sataa ke saamne kaa virodh kuchh kam hoga nahi to ye paanchh rajyo main chunaav main 100% congressko parinaam bhugatanaa hai rahul Ghandhi ho yaa Soniyaa Ghandhi ya fir congress ka koi bhi neta jab public- Janta main khada hotaa hai to ek baat to aati hai ki 63 saalo main sabse jyaada kaala paisa congress sarkaar ne janta se ent liyaa hai....

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें