रविवार, 1 जनवरी 2012

Desh ki janta soyee hui hai

by Prashant Nanda on Sunday, January 1, 2012 at 7:04pmDesh ki janta soyee hui hai ushko jagaane ke liye saher chhodo gav gav main
jaao ....aur ek ek samaaj main jaake unse help maango...chhodo ye rajniti
ke daav pench aur sahi karyaa karne ke liye ek ho jaao....ekta laane ke
liye gaav gav jaake bhatkenge aur bhrasta sarkaar aur system dono ka
vinaash karenge.....vyaapari jab tak sandeh nahi karegaa tab tak hum system
main badlaav nahi laa paayenge........village ki public 100% voting registared hai jab saher log idhar udhar se
kaarya ke liye aaye hue hai par villago main unkaa bhi naam matyaadi main
to desh main ek ek samaaj ko milke prayatnaa karne se badlaav hum jaroor
laa paayenge..

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें