by Prashant Nanda on Sunday, January 1, 2012 at 11:37am
kyun janta jawaab nahi de rahi hai....BJP aur Janta ka itnaa virodh hone ke baaavjud rajniti ka maahol ek taraaju main kyun tolaa jaa raha hai kyaa ye sab rajniti paiso ke bal par kharidi jaati hai...desh ke jitne bhi Business corporate ...kyun chupki saadhe hue hai...kya vyaapri ya business sector kyun chup baitha hai ..sarkaar ki niti ke samne kyun bolna nahi chahataaa hai....sandeh ki baat ye hai ki bhrastachar ke liye lokpaal ke upar mahatvaa dene se jyaada hai janta ko practical hona jaroori hai....aur desh ke jitne bhi vyaapari aalam hai woh bhrasta niti ko support karte hai...aur ishkaa faaydaa sarkaar uthaa rahi hai...desh ka nasha bechne ka badshaaa kingfishar waala anaa ko nashihat deta hai ki congress aur lokpaal ki muhim main anaa ki aati shayokti jyaadaa nahi honi chahiye....are desh ka vyaapari bhi puri tarah ye bhrasta niti mai sahyog de raha hai to Janta to vyaapari aalam ke upar nirbhar hai woh kaaise baahar aayegi deshi janta chu hai jyunki vyaapari hi sansay vyaktaa nahi karna chahta hai.....aur ye sandeh ki baat hai..bhrastachar.....ka badhavaa neta ke saath saath business sector se hi janmaa le raha hai.....
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें