अग्निवेश का केजरीवाल पर निशाना - Desh - LiveHindustan.com
https://www.facebook.com/note.php?note_id=237875792937504
यह है हमारा जवाब
by Prashant Nanda on Sunday, October 23, 2011 at 3:23pm
यह है हमारा जवाब, मीडिया में आ रही उन खबरों पर जिनमें स्वामी अग्निवेश
ने आरोप लगाया है कि अरविंद केजरीवाल ने अपने एनजीओ के लिए 80 लाख रुपए
ले लिए हैं!!!
Baba agnivesh, shri Ravishankar aur bhiyuji maharaak khud ki publicity
ke liye aur Baba Ramdev ke aur Anna ke mat bhed ke vajah Annaa ke
saath rahena pasand karte hai...par ye tino Congress ke talve hai aur
anaa ka virodh karne main congress se jyaada kaam ye tin kar rahe
hai......ye hindu ko kabhi ek banaake rakhna nahi chate hai...ji se
muhim ko tej kiyaa jaaye aur bina hindu ektaa ke ye muhim aage nahi
badh shakti.....agar aandolan ko raftaar dena hai to aaise congressi
talvo ko apne se lambaa rakhe..aur ye karya ko pura karne media ko bhi
thoda soch samaaj ke prastut karna chahiye..kuch aase matbhed hote hai
jisko media money honey samaj ke prastut karti hai jiske vajah
aandolan ke raftar ko rukaana pad raha hai ..JAY JAY SHREE RAM
koi bhi satya grah aur aandolan ko todne ke liye hindu ko alag karne
kaa tarikaa angrej deke gaye hai jismain kashmir ko bhi Desh ko alag
rakhte samay ek hindu raja ka hi bhog liya gayaa thaa aur suhske baad
aaj tak kashmir ko hum apne se alag nahi karna chahte hai par kashmir
ke haalat ke liye desh ki janta se jyadaa sarkaar(Saansad aur sansad)
aur system(Govt. Lobby) jimmedaar hai kyunki 63 saal se abhi tak ek
soch nahi banaa paaye hai..aise dushre bhi kahi mudde hai jis main ek
soch nahi ban paa rahi hai jaise...Kaalaa Dhan aur ushki vaapshi,
bhrast achaar, kashmir issue, pakistaan ke saath positive relation
kyun?, aarakshan kyun ?, kyun janta ke liye common act nahi ?, hindu
aur muslim kaayde kaanon main ek rupta...kaayde aur kanoon main
dharmabhed kyun.....dalito ko dalit hi kyu banaake rakhna....?...aur
to kahi sawaal aur ushke sansay hai...jo desh main aaisa naya
parivartan laane ke jung ki tarah election main aaise saansad ko le ke
aaneka jo desh ki janta kahe aur ushko samay maryada ke adhaar par
vikaash aur karya karna...jismain vyaktigat vikaash main teji
aaye...kyunki ek garib ko bhi desh ke shashan ka faayda milna
chahiye.......ushko hum ram rajya maante hai aur RAM RAJYA LAAKE HI
RAHENGE......HUM AAISA MANDIR BANAAKE HI RAHENGE nahi ke media jo
sabdo ka prayog karti hai "Ram Bharose" Chal raha hai...Media ko Ram
ke sabda ka upyog karke apnaa drustikon badlnaa padega.....aur ye
karya karne ke liye Congress sarkaar ko rakhke kabhi hum karya nahi
kar paayenge
Baba aur Anna ke agrah ko ye jung ka shankhnaad hi samajana hai..abhi
jung to election ke baad aanevaale parivartan ke baad
aayegi.....sarkaar jo bhi aayegi par ushko kaam to jung ladne ki tarah
karna padega....sansay itnaa hai ki abhi election commitee apnaa
service deshki janta ko kaisa deti hai...agar woh bhi thik nahi laga
to election ke system main bhi badlaav laayenge.......
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें