News Media: IBN7
Desh main bhukha har din upvaash karta hai? : JDU Neta Sarad Yadav
Desh main Upvaash yug chal rahaa hai. : Sarad Yadav
Modi Sanyaash le tab daag dhulega,: Shankarsinh Vaagela
Modi ke upvaash ka JDU ne Mazaak udaya- IBN7
Upvaash par baithne main Charitra nahi badaltaa. : Congress
Desh main aur Rajya main bache kuposan se baal pile ho gaye hai aur kuposit hai: Malika sarabhai- Nrutyagana
Upvaash se modi ke gunah kam nahi honge- Congress
News Media: Star News
Upvaash Narendra Modijika
Manu Shangvi-- Congressi Kidaa
Aatmasudhi , Jaroorat aur Akaankshaa hai. - Manu shingvi
Neeti, Bhaavna aur Samanvay nahi hai.- Manu shingvi
News Media: Zee News
2014 matdaan ke liye sampradaayik taakte naatak kar rahi hai: Lalu Yadav
Sawaal: Desh main bhukha har din upvaash karta hai? : JDU Neta Sarad Yadav
Jawaab: Sharad Yadavji ko Desh main garib ya bhukha Shri Narendramodji ke Upvaash pe kyun yaad aaya...Apni Raj niti ke samay main to kahin saal nikal gaye hai...tabhi kyun yaad nahi aaya hai...Upvaash aur Anasan(Sarad Yadav ka Ravaiya Ansan ke time par Anna Hazaareji ke) main bahut farak hai.....Sarad Yadav ke Dimaag se...
Sansay: Sarad Yadav Votebank ki Rajniti se Bihaar main Muslim ko Aapne saath Rakhna Chahte hai....!!!!!!!!!!!!!
Parinaam: Janta ko Shree Narendra Modiji ke Upwaas aur Anaa Hazaareji ke Ansan main Kaun Kaun se Neta Saath main Hai ye pata hai Aur Parinaam Ki Rah Sansad main Saansad aur Rajya main jite hue neta ko nahi par Desh ki Janta ko Dekhni hai....kyunki nayee chunauti Janta ke saamne khadi hui hai ki Achhe neta ko hi Sansad aur Rajya main Jitana hai.
Sawaal: Desh main Upvaash yug chal rahaa hai. : Sarad Yadav
Jawaab: Hame dushre koi naye Yug ki Asha aapse nahi Deekh Rahi hai Sarad Yadavji
Sansay: Sarad Yadav ji ka anaa ke Ansaan ya fir Baba ke Andolan aur Narendra Modiji ke
Upvaash se unmain positive attitute nahi lag raha hai....
Parinaam: Ansan ya Andolan ya fir Upvaash ka virodh Sarad Yadav ji ko
Rajniti main Sanmaan ko thoda sa Asar (kum) karega.
Sawaal: Modi Sanyaash le tab daag dhulega...: Shankarsinh Vaagela
Jawaab: Congress- Sutli Jal gayee par bal nahi gayaa, Bapu...- "Modiji Sanyaas lenge tab daag to dhul jaayega par aap to congressi sanyaash bhi nahi le shakte kyunki sanyaash to hindu lete hai Muslim aap se naraaj ho jaayenge....Dalit aapko dal badlu bolenge....
Parinaam: sanyaash to congress ke netaa ko lenaa chaahiye jo 63 saalo ke samay main kurshi nahi chhod rahe hai jaise , sheela Dixit...Ambika soni, Dmk neta karuna nidhi....aur kahi jo abhi jail gaye hai aur kahi log aur bhi jaanewaale hai...kyunki RTI ki knowledge bahut badi hai desh main (chuho ke dar main haath daalke RTI karyakarta sabut nikaalne main jude hai...aur ushmain jyaada samay congress ke neta rahe hai to jyaadaa kaladhan aur bhrastachar congress ne kiya hai)...
Sawaal: Modi ke upvaash ka JDU ne Mazaak udaya- IBN7
Jawaab: JDU neta Bihaar main Vote bank ki rajniti kar rahe hai...kyunki Laalu Yadaav ki soch sansad se jyaada Saansaad bada hai aur Bihaar ki janta Vote ko achhi Rashtra niti ke bazaay kamaane ka jariya maanti hai....aur note do vote lo ki charcha bihaar ki garib janta main jyaadaa hai aur Laalu ki niti bhi note baato vote lo main maanti hai ushmain JDU ko tiknaa hai to Muslim tustikaran se bachna padega...par Sarad yadav ji ko pataa hai....Mazburi ka naam Mahatmaa Gandhi ke Sabarmati ke saamne Baapu ka andolan.......
Parinaam: Jo Rashta Janta ko dikh raha hai us se JDU ko nukshan hogaa...kyunki Jan Jagruti ki laher Bihaar main failne ke liye jyadaa samay nahi lage gaa....kyunki kuch baatain majbut ban rahi hai bihaar main.....par Media main IBN7 ki baatain jaroori nahi ki Janta ko raaj aaye....
Sawaal: Upvaash par baithne main Charitra nahi badaltaa. : Congress
Jawaab: congress ko charitra apna badal ne ki shakhta jaroorat hai kyunki abhi tak jo bhrastachari pakde gaye hai unko Congress to achhi tarah bhrastachari banaake prastut kiya hai par kuch arop jo Janta main pahele se hi sidh ho chuke hai woh aapko bhi nyaay ke daayre main bhugtna hai aur jail jana bhi...to baat hai Charitra ki to congresska charitra saayad jyaada saaf rahega Modiji se to Janta vaapish aapko hi vote degi....
Sansay: Congress Narendra Modiji ko Charitra ka paath padha rahi hai..par Janta ko bhi Congress ke Charitra ka pataa to chala hai sirf nyaay ki prakriya kabhi hoti hai ye janta raah dekh rahi hai ki sab pakde jaa rahe hai par congressi neta kyun nahi pakde jaa rahe hai kyaa 63 saal ki raajniti main congressii ek dum saaf suthre hai.....
Parinaam: Janta ko parinaam dena hai aur Janta vote bank ki rajniti ya fir sampradaayik raj niti ke parinaam ki soch achhi tarah pata chal gayee hai....bus rajniti kaun shi sahi hai ye vote...vote..... vote...
Sawaal: Desh main aur Rajya main bache kuposan se baal pile ho gaye hai aur kuposit hai: Malika sarabhai- Nrutyagana
Jawaab: Nrutyagana Malika Sarabhai aap aap ke baal pile ya color waale karne ke bajaay koi ek bhukhe aur ek garib ko roj khana khilaayenge to saaayad aapko dekh ke sab aaisa karenge aur Desh aur Rajya ke bache kuposan aur kuposit nahi rahenge...
Sansay: Nrutyagana ya abhineta main se kuch congressi neta ke daas- daasiya hai
Parinaam: Nrutyagana ho ya koi neta... dono ki sakle ek ho jaati hai jab apna kaam aur naam ke upar kish ka dab dabaa dikhta hai aur aakhir unko apne karya aur naam se sanyaash lena padta hai..kyunki unko apne future main andhera nazaar aata hai jab aur koi aake unka jagah lena chahta hai
Sawaal: Upvaash se modi ke gunah kam nahi honge- Congress
Jawaab: Upvaash se modike gunaah kam nahi hone vaale kyunki sarkaar aapki ..akshep aapke aur nyaay bhi aapka fir chor banaane ka kamm to bahut ashaan hai.....aur rahi baat gunaho ki to congress ne ek aadmi ka 250000/- jo desh ke baha rakha hai ushko vaapish laao aur har nagrik ko aap ne woh paisa kaise vaapish layaa ushka hisaab dena hai woh jab aap log kar lo tab gunaho ka pura list aapko hum denge ki congress ne kaunse gunaah abhi tak kiye hai....
Sansay: congress ne kya modi ke virodh main upvaash kiya hai...
Parinaam: Jalta deepak ko apne pichhvaade jo andhera hai woh nahi dikhta hai...ye janta ko maalum hai...abhi aap jal to jaroor rahe hai par aapke saath aur koi diya jal raha nahi jo aapke pichhvaade ka andhera dur kar shake......
Sawaal: Satya ka nahi sataa ka aagrah kar rahe hai Modi: shank sinh vaagela
Jawaab: satya ka theka to congressionke paas hai 63 saalo se...jismain congresss ne ek bhi asatya nahi kaha hai..
Sansay: jaise congress ka janma ..woh samay ke saamajik karyakarta aur angrejo ke bich ki saanth ganthh jis ke vajah pakistaan ka janma hua kyunki ek desh main do pradhan mantri nahi ban shakte ........
Ant main sabse satya jawaab: Vote bank ki Rajniti Desh ko andhere ki taraf le jaa rahi hai : NAMO
News Media: Star News
Sawaal: Upvaash Narendra Modijika
Manu Shangvi-- Congressi Kidaa
Aatmasudhi , Jaroorat aur Akaankshaa hai. - Manu shingvi
Neeti, Bhaavna aur Samanvay nahi hai.- Manu shingvi
Jawaab: Aatmasudhi , Jaroorat aur Akaankshaa hai.---63 saal main aap ko bhi Shri Narendra modiji ke rah par chalna chahiye dekho Shankarshinh Vaagela Chal rahe hai....Neeti, Bhaavna aur Samanvay nahi hai aur hame lagtaa hai congress ko abhi ishk ibahut jaroorat hai par aaisa karegne to muslim tustikaran maanaa jaayegaa...aur shankar shinh vaagela ko to dusri rah ki jaroorat nahi kyunki Gujraat ke Muslim bahut samaj daar ho gaye hai ...binsampradaayikta main maante hai aur ushke vajah gujraat main unko bahut faaydaa hua hai....
Sansay: congress ishko apnaa nukshaan man rahi hai kyunki ye binsampradaayiktaa Ka DHONG unko band karna padegaa...kyunki ush se sirf hindu vote ko faaydaa ho raha hai?
Parinaam: Vikaash ki vajah Gujraat main Ektaa aur vyavasthaa main bahut sudhaar aya hai. aur aage bhi achhe parinaam hume nazaar aayenge...
News Media: Zee News
Sawaal: 2014 matdaan ke liye sampradaayik taakte naatak kar rahi hai: Lalu Yadav
Jawaab: Anaa hazaareji ka ansan ho ya Baba ka andolan ya fir Narednra Modi ka upvaash ye sab galat hai aur gaas ko baato baato mian bhi khaa jaate hai..Luluji .. par bolte samay ek bhi baat apne dimaag se upar ..apne dimaag main baat aaneka naam hi nahi leti..aisi to inki bhasa hai...
Sansay: 2014 matdaan ka sabse jyadaa confussion Lalu Yadavji ko hai...ki kausnshi sarkar aayegi
Sabse bade chipiya hai Rashid Aalvi saheb kabhi koi baat ka jawaab thik se nahi..fir woh comment positive ho ya negative....fir ye to inke kuttar dushman Narednra Modiji ka upvaash hai....
sab Sawaal, Jawaab ya fir sansay ya parinaam ek hi baat: Votebank ki rajniti ne Desh ko barbaad kiya hai.....
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें